Pages

Ads 468x60px

Tuesday 21 January 2014

"Kahan itni saza’en thi bhala is zindgani mein

"Kahan itni saza’en thi bhala is zindgani mein
Hazaron ghar huwe roshan jab mera dil jala MOHSIN"

"Faqat ik lafz “MOHABBAT” ki hum ne bheek mangi thi
Taras gaye khushi ko hum mili hai ye saza MOHSIN"

"Sukoon e zindagi chora ik teri zaat ki khatir
Magar phir bhi meri chahat se tum ko hai gila MOHSIN"

"Toota huwa ye dil le kar main kis k paas jaonga
Hai kaun wo karay ga jo mere dil ki dawa MOHSIN"

"Teri ankhain teri sansain tera chehra teri dharkan
Main kaise bhool paön ga teri har ik adaa MOHSIN"

"Kisi ko kya khabar mujh par har pal kya guzarti hai
Meri saari kahani ka hai tu hi aashna MOHSIN"

"Nahi qaabil tere lekin munasib jo agar samjho
Yaad rakhna duaon mein yehi hai ilteja MOHSIN"

Marhalay Shoq Ke Dushwar Howa Kartay Hain

Marhalay Shoq Ke Dushwar Howa Kartay Hain
Saaye Bhi Raah ki Dewaar Howa Kartay Hain"

"Wo Jo Sach Boltay Rehnay Ki Kasam Khaatay Hain
Wo Adalat Mein Gunaah-gaar Howa Kartay Hain"

"Sirf Haathon Ko Na Dekho Kabi Aakhen Bhi Parho
Kuch Sawaali Barray Khud-daar Howa Kartay Hain"

"Wo Jo Pathar Yunhi Rastay Mein Paray Rehtay Hain
Un Ke Seenay Mein Bhi Shaah-kaar Howa Kartay Hain"

"Subaah Ki Pehli Kiran Jin Ko Rula Deti Hai
Wo Sitaaron Ke Azadaar Howa Kartay Hain"

"Jin Ki Aankhon Mein Sadaa Pyaar Ke Sehra Chamkain
Dar Haqiqat Wohi Fankaar Howa Kartay Hain"

"Sharam Aati Hai Dushman Kisay Samjhain Mohsin
 Dushmani Ke Bhi Kuch Mayaar Howa Kartay Hain" 

*
'
* - A - ZiNdaGiiii'-/

Aaj Gum Sum Hai Jo Barbaad Jazeeron Jaisi

AaJ Gum Sum Hai J0 Barbaad Jazeer0'n Jaisi,
 Us Ki Aankhon Mai Chamak Thi Kabhi Heer0'n Jaisi,

 Kitny MaGhr0or Pahaaron Ky Badan Chaak Huey,
 Taiz Kirn0'n Ki J0 Baarish Hui Teer0'n Jaisi,

 Jis Ki Yaad0'n Se KhayaaL0'n Ke Khazaanay Daikhy,
 Uski S0orat Bhi Lagi AaJ Faqeer0'n Jaisi,

 Chaahate'n Lab Pe MachaLti Hui Larki Ki Tarah,
 HaSrate'n Aankh Mai Zindaan Ky Aseer0'n Jaisi,

 Ham Anaa MaSt, Tahi Dast B0hat Hain 'M0hsin'
 Ye Alag Baat Ky Aadat Hai Ameer0'n Jaisi...*~/ 

*
'
* - A - ZiNdaGiiii'-/

Abhi Kyaa Kahen Abhi Kyaa Sunaayen

"Abhi Kyaa Kahen Abhi Kyaa Sunaayen
 Ke Sar-E-Fasiil-E-Sukuut-E-Jaan"

"Kuf-E-Roz-O-Shab Pe Sharar Numaa
Vo Jo Harf Jarf CharaaG Thaa"

"Use Kis Havaa Ne Bujhaa Diyaa
Kabhii Lab Hile.Nge To Puuchhanaa"

"Sar-E-Sahar-E-Ahad-E-Visaal-E-Dil
Vo Jo Nikahato.N Kaa Hujuum Thaa"

"Use Dast-E-Mauj-E-Firaaq Ne
Tah-E-Khaak Kab Se Milaa Diyaa"

"Kabhii Gul Khile.Nge To Puuchhanaa
Abhii Kyaa Kahe.N Abhii Kyaa Sunaaye.N"

"Yuu.N Hii Khvaahisho.N Ke Fishaar Me.N
Kabhii Be-Sabab Kabhii BeKhalal"

"Kahaa.N Kaun Kis Se Bichha.D Gayaa
Kise Kis Ne Kaise Ga.Nvaa Diyaa"

 Kabhi Phir MiLen Gay T0 P0ochhanaa...*~/ 

*

* - A - ZiNdaGiiii'-/

Wo Larki Bhi Aik Ajeeb Paheli Thi

Wo Larki Bhi Aik Ajeeb Paheli Thi
Payase Hont Ankh Samandar Jesi Thi"

"Soraj Us Ko Dekh K Pela Perhta Tha
Wo Surma Ki Dhoop Mein Dhul Ker Nakalti Thi"

"Us Ko Apne Saye Se Dar Lagta Tha
Soch K Saye Mein Wo Tanha Hirni Thi"

"Ate Jate Mousam Us Ko Daste Thay
Hanste Hanste Palko Se Ro Perhti Thi"

"Adhi Raat Ganwa Deti Thi Chup Reh Ker
Adhi Raat K Chand Se Batain Kerti Thi"

"Dard K Ujray Mandar Jesa Ghar Uska
Wo Apne Ghar Mein Akloti Devi Thi"

"Moum Se Nazuk Jism Sehar Ko Dukhta Tha
Diye Jala Ker Shab Bhar Aap Pighalti Thi"

"Tayz Hawa Ko Rook Ker Apne Anchal Per
Sokhay Phool Ikathay Kerti Phirti Thi"

"Sub Per Zahir Ker Deti Thi Bhed Apna
Sub Se Ik Taseer Chupaye Rakhti Thi"

"Kal Shab Chikna Choor Howa Tha Dil Uska
Ya Phir Pehli Baar Wo Khul Ker Roi Thi"

"Mohsin Kaya Jane Kiyn Dhoom Se Be Perwa
Wo Apne Ghar Ki Dehleez Per Bethi Thi"

Thursday 9 January 2014

Ishq Jab Zamzma Paira Ho Ga

Ishq Jab Zamzma Paira Ho Ga
Phir Sulgane Lage Ga Sahrae Khayal

Husn Khud Mahwe Tmasha Ho Ga
Abr Ghir Kar Khain Barsa Ho Ga

Daim Abad Rahe Gi Duniya
Phir Kisi Dhian Ke Sad Rahe Par

Ham Ne Hoon Gay Koi Ham Sa Ho Ga
Dil Hairat Zda Tanha Ho Ga

Ham Tuje Bhol Ke Khush Bethe Hain
Sham Se Soch Raha Hoon Nasir

Ham Sa Bedar Koi Kia Ho Ga
 Chand Kis Shehr Main Utra Ho Ga...!!!

*
'
* A ' ZiNdaGiiii'-/

Ishq Jab Zamzma Paira Ho Ga

Ishq Jab Zamzma Paira Ho Ga
Phir Sulgane Lage Ga Sahrae Khayal

Husn Khud Mahwe Tmasha Ho Ga
Abr Ghir Kar Khain Barsa Ho Ga

Daim Abad Rahe Gi Duniya
Phir Kisi Dhian Ke Sad Rahe Par

Ham Ne Hoon Gay Koi Ham Sa Ho Ga
Dil Hairat Zda Tanha Ho Ga

Ham Tuje Bhol Ke Khush Bethe Hain
Sham Se Soch Raha Hoon Nasir

Ham Sa Bedar Koi Kia Ho Ga
 Chand Kis Shehr Main Utra Ho Ga...!!!

*
'
* A ' ZiNdaGiiii'-/

Ishq Jab Zamzma Paira Ho Ga

Ishq Jab Zamzma Paira Ho Ga
Phir Sulgane Lage Ga Sahrae Khayal

Husn Khud Mahwe Tmasha Ho Ga
Abr Ghir Kar Khain Barsa Ho Ga

Daim Abad Rahe Gi Duniya
Phir Kisi Dhian Ke Sad Rahe Par

Ham Ne Hoon Gay Koi Ham Sa Ho Ga
Dil Hairat Zda Tanha Ho Ga

Ham Tuje Bhol Ke Khush Bethe Hain
Sham Se Soch Raha Hoon Nasir

Ham Sa Bedar Koi Kia Ho Ga
 Chand Kis Shehr Main Utra Ho Ga...!!!

*
'
* A ' ZiNdaGiiii'-/

Ishq Jab Zamzma Paira Ho Ga

Ishq Jab Zamzma Paira Ho Ga
Phir Sulgane Lage Ga Sahrae Khayal

Husn Khud Mahwe Tmasha Ho Ga
Abr Ghir Kar Khain Barsa Ho Ga

Daim Abad Rahe Gi Duniya
Phir Kisi Dhian Ke Sad Rahe Par

Ham Ne Hoon Gay Koi Ham Sa Ho Ga
Dil Hairat Zda Tanha Ho Ga

Ham Tuje Bhol Ke Khush Bethe Hain
Sham Se Soch Raha Hoon Nasir

Ham Sa Bedar Koi Kia Ho Ga
 Chand Kis Shehr Main Utra Ho Ga...!!!

*
'
* A ' ZiNdaGiiii'-/

Ishq Jab Zamzma Paira Ho Ga

Ishq Jab Zamzma Paira Ho Ga
Phir Sulgane Lage Ga Sahrae Khayal

Husn Khud Mahwe Tmasha Ho Ga
Abr Ghir Kar Khain Barsa Ho Ga

Daim Abad Rahe Gi Duniya
Phir Kisi Dhian Ke Sad Rahe Par

Ham Ne Hoon Gay Koi Ham Sa Ho Ga
Dil Hairat Zda Tanha Ho Ga

Ham Tuje Bhol Ke Khush Bethe Hain
Sham Se Soch Raha Hoon Nasir

Ham Sa Bedar Koi Kia Ho Ga
 Chand Kis Shehr Main Utra Ho Ga...!!!

*
'
* A ' ZiNdaGiiii'-/

Ishq Jab Zamzma Paira Ho Ga

Ishq Jab Zamzma Paira Ho Ga
Phir Sulgane Lage Ga Sahrae Khayal

Husn Khud Mahwe Tmasha Ho Ga
Abr Ghir Kar Khain Barsa Ho Ga

Daim Abad Rahe Gi Duniya
Phir Kisi Dhian Ke Sad Rahe Par

Ham Ne Hoon Gay Koi Ham Sa Ho Ga
Dil Hairat Zda Tanha Ho Ga

Ham Tuje Bhol Ke Khush Bethe Hain
Sham Se Soch Raha Hoon Nasir

Ham Sa Bedar Koi Kia Ho Ga
 Chand Kis Shehr Main Utra Ho Ga...!!!

*
'
* A ' ZiNdaGiiii'-/

Ishq Jab Zamzma Paira Ho Ga

Ishq Jab Zamzma Paira Ho Ga
Phir Sulgane Lage Ga Sahrae Khayal

Husn Khud Mahwe Tmasha Ho Ga
Abr Ghir Kar Khain Barsa Ho Ga

Daim Abad Rahe Gi Duniya
Phir Kisi Dhian Ke Sad Rahe Par

Ham Ne Hoon Gay Koi Ham Sa Ho Ga
Dil Hairat Zda Tanha Ho Ga

Ham Tuje Bhol Ke Khush Bethe Hain
Sham Se Soch Raha Hoon Nasir

Ham Sa Bedar Koi Kia Ho Ga
 Chand Kis Shehr Main Utra Ho Ga...!!!

*
'
* A ' ZiNdaGiiii'-/

Be Sakhta Teri Yaad Aai Hai

T0u'n Kahha'n Hai Ky AaJ MuJhe, 
Be'Sakhta Teri Yaad Aai Hai....!! 
*
'
* A ' ZiNdaGiiii'-/

Chaahaton Ki Bisaat Par Mohsin

Chaahat0'n Ki BiSaat Par 'M0hsin' 

DiL Barhi MuShkiL Sey Haara Hai...!!! 
*

* A ' ZiNdaGiiii'-/

Chaahat0'n Ki BiSaat Par 'M0hsin'

Chaahat0'n Ki BiSaat Par 'M0hsin' 

DiL Barhi MuShkiL Sey Haara Hai...!!! 
*

* A ' ZiNdaGiiii'-/

Chaahat0'n Ki BiSaat Par 'M0hsin'

Chaahat0'n Ki BiSaat Par 'M0hsin' 

DiL Barhi MuShkiL Sey Haara Hai...!!! 
*

* A ' ZiNdaGiiii'-/

Tuesday 7 January 2014

Sach Hai Hameen Ko Aap Ke Shikway Bajaa Na Thay

Sach Hai Hameen Ko Aap Ke Shikway Bajaa Na Thay
Be-Shak Sitam Janaab Ke Sab Dostaana Thay

Haan Jo Jafaa Bhi Aap Ne Ki, Qaaiday Se Ki
Haan Ham Hee Kaar Band-e-Asool-e-Wafa Na Thay

Aaye Tou Yun Ke Jaisay Hamesha Thay Meherbaan
Bhoolay Tou Yun Ke Goya Kabhi Aashna Na Thay

Kyun Daad-e-Gham Ham Ne Talab Ki, Buraa Kiya
Ham Se JahaaN Mein Kushta-e-Gham Aur Kya Na Thay

Gar Fikr-e-zaKhm Ki Tou Khataavaar Hain Ke Ham
Kyun Mahv-e-Madh-e-Khuubi-e-Teg-e-Adaa Na Thay

Har Chaarahgar Ko Chaarahgari Se Guraiz Tha
Warna Hamain Jo Dukh Thay, Bohat La-Dawaa Na Thay

Lab Per Hai Talkhi-e-Mey-e-Ayaam, Warna “Faiz”
Ham Talkhi-e-Kalaam Pe Maail Zaraa Na Thay

Donon Jahaan Teri Mohabbat Mein Haar Ke

Donon Jahaan Teri Mohabbat Mein Haar Ke
Woh Jaa Raha Hai Koi Shab-E-Gham Guzaar Ke

Viraan Hai Maikada Khum-O-Saaghar Udaas Hain
Tum Kya Gaye Ke Ruth Gaye Din Bahaar Ke

Ek Fursat-E-Gunah Mili Woh Bhi Chaar Din
Dekhe Hain Hum Ne Hausle Parwardigaar Ke

Duniya Ne Teri Yaad Se Begaana Kar Diya
Tujh Se Bhi Dilfreb Hain Gham Rozgaar Ke

Bhule Se Muskra Ke Diye Woh Aaj Faiz
Mat Puchh Walwale Dil-E-Nakarda Kaar Ke

Tumhari Mast Nazar Agar Idhar Nahi Hoti

Tumhari Mast Nazar Agar Idhar Nahi Hoti
Nashe Mein Choor Fiza Is Kadar Nahi Hoti

Tumhin Ko Dekhane Ke Dil Mein Aarazuen Hain
Tamhare Aage Hi Aur Unchi Nazar Nahi Hoti

Khafa Na Hona Agar Bad Ke Tham Lun Daman
Ye Dil Fareb Khata Jan Kar Nahi Hoti

Tumhare Aane Talak Hum Ko Hosh Rehta Hai
Phir Usake Bad Hamen Kuch Khabar Nahi Hoti

Dil Se Mila Ke Dil Pyar Kijiye

Dil Se Mila Ke Dil Pyar Kijiye
Koi Suhana Iqrar Kijiye
O Sharmaana Kesa Ghabrana Kesa
Jeene Se Pehle Mar Jaana Kesa
Aanchlon Ki Chaaon Mein
Ras Bhari Fizaon Mein
Is Zindagi Ko Gulzar Kijiye
Dil Se Mila Ke Dil Pyar Kijiye
Aati Baharain Jaati Baharain!
Kab Se Khari Hain Bandhey Qatarain
Chaa Rahi Hai Bekhudi
Keh Rahi Hai Zindagi
Jee Ki Umangain Beidaar Kijiye
Dil Se Mila Ke Dil Pyar Kijiye
Dil Se Bhula Ke Ruswaayion Ko
Jannat Bana Le Tanhayion Ko
Aarzuu Jawan Hai
Waqt Meherbaan Hai
Dil Ko Na Jane Hosheyaar Kihjiye
Dil Se Mila Ke Dil Pyar Kijiye!

Monday 6 January 2014

Aur To Koi Bas Na Chalega Hijr K Dard K Maron Ka

Aur To Koi Bas Na Chalega Hijr K Dard K Maron Ka
Subah Ka Hona Dubhar Kar Dein Rasta Rok Sitaron Ka

Jhuthe Sikon Mein Bhi Utha Dete Hain Aksar Sacha Mal
Shaklen Dekh K Sauda Karna Kam Hai In Banjaron Ka

Apni Zuban Se Kuch Na Kahenge Chup Hi Rahenge Ashiq Log
Tum Se To Itna Ho Sakta Hai Pucho Hal Becharon Ka

Ek Zara Si Bat Thi Jis Ka Charcha Pohuncha Gali Gali
Ham Gumnamon Ne Phir Bhi Ehsan Na Mana Yaron Ka

Dard Ka Khna Chikh Utho Dil Ka Taqaza Waza Nibhao
Sab Kuchh Sehna Chup Chup Rahna Kam Hai Izzatdaron Ka

Dil Dard Ki Shiddat Se Khoon-Gashta-O-See Paara

Dil Dard Ki Shiddat Se Khoon-Gashta-O-See Paara
Is Sheher Mein Phirta Hai Ek Wehshee-O-Awara
Shayar Hai Ke Aashiq Hai Jogi Hai Ke Banjara
Darwaza Khula Rakhna
Seene Se Ghata Uthe Aankhon Se Jhari Barse
Phaagan Ke Nahi Badal Jo Chaar Ghadi Barse
Barkha Hai Ye Bhaado Ki Barse To Badi Barse
Darwaza Khula Rakhna
Aankhon Mein Ek Alam Aankhon Mein To Duniya Hai
Honthon Pe Magar Mohrein Munh Se Nahi Kehta Hai
Kis Chiz Ko Kho Baitha Hai Kya Dhundne Nikla Hai
Darwaza Khula Rakhna
Haan Thaam Mohabbat Ki Gar Thaam Sake Dori
Sajan Hai Tera Sajana Ab Tujhse To Kya Chori
Yeh Jis Ki Manaadi Hai Basti Mein Teri Gori
Darwaza Khula Rakhna
Shikwon Ko Utha Rakhna Aankhon Ko Bichha Rakhna
Ek Shama Dareeche Ke Chaukhat Pe Jala Rakhna
Mayoos Na Phir Jaaye Haan Paas-E-Wafa Rakhna
Darwaza Khula Rakhna Darwaza Khula Rakhna

Yahan Uljhay Uljhay Roop Bhot

Yahan Uljhay Uljhay Roop Bhot
Par Asli Kam Be Roop Bhot

Is Perr K Nichay Kia Rukna
Jahan Saya Kam Ho Dhoop Bhot

Q Teri Ankh Sawali Hain
Yahan Her Ik Bat Nirali Hai

Is Des Basera Mat Kar Na
Yahan Muflis Hona Gali Hai

Jahan Sachay Rishte Yariyon K
Jahan Ghoonghat Zewar Naariyon K

Jahan Jharney Komal Sukh Wale
Jahan Saaz Baje Bin Taron K

Chal Insha Apne Gaon Me
Baithen Gay Sukh Ki Chaon Me 

Yahan Uljhay Uljhay Roop Bhot

Yahan Uljhay Uljhay Roop Bhot
Par Asli Kam Be Roop Bhot

Is Perr K Nichay Kia Rukna
Jahan Saya Kam Ho Dhoop Bhot

Q Teri Ankh Sawali Hain
Yahan Her Ik Bat Nirali Hai

Is Des Basera Mat Kar Na
Yahan Muflis Hona Gali Hai

Jahan Sachay Rishte Yariyon K
Jahan Ghoonghat Zewar Naariyon K

Jahan Jharney Komal Sukh Wale
Jahan Saaz Baje Bin Taron K

Chal Insha Apne Gaon Me
Baithen Gay Sukh Ki Chaon Me 

Tere Mehndi Lage Hathon Pe Mera Nam Likha Hai

Tere Mehndi Lage Hathon Pe Mera Nam Likha Hai
Zra Se Lafz Mn Kitna Paigam Likha Hai

Ye Teri Shan K Shayaa'n Nahin Lakn Mjbori
Teri Masti Bhari Ankhon Ko Mn Ne Jam Likha Hai

Mn Shayar Hon,Magr Agay Na Barh Paya Riwayat Se
Labon Ko Pankhrri,Zulfon Ko Mn Ne Sham Likha Hai

Muje Mout Aye Gi Jab Bhi,Tere Pehlu Mn Aye Gi
Tere Gham Ne Bohat Acha Mera Anjam Likha Hai

Meri Qismat Mn Hai Ek Din Griftar-E-Wafa Hona
Mere Chehre Pe Tere Pyar Ka Ilzam Likha Hai Qateel

Ek Khubsurt Boht Hai,Jiska Mn Pojari Hon
Mere Mazhab Ke Khaney Mn Magr Islam Likha Hai

Bechain Bahaaron Men Kyaa-Kyaa Hai Jaan Kii Khushbuu Aatii Hai

Bechain Bahaaron Men Kyaa-Kyaa Hai Jaan Kii Khushbuu Aatii Hai
Jo Phuul Mahakataa Hai Usase Tuufaan Kii Khushbuu Aatii Hai

Kal Raat Dikhaa Ke Khvaab-E-Tarab So Sej Ko Suunaa Chhod Gayaa
Har Silavat Se Phir Aaj Usii Mehamaan Kii Khushbuu Aatii Hai

Talkiin-E-Ibaadat Kii Hai Mujhe Yuun Terii Muqaddas Aankhon Ne
Ma.Ndir Ke Dariichon Se Jaise Lobaan Kii Khushbuu Aatii Hai

Kuchh Aur Bhii Saansen Lene Par Majabuur-Saa Main Ho Jaataa Huun
Jab Itane Bade Jangal Men Kisii Insaan Kii Khushbuu Aatii Hai

Kuchh Tuu Hii Mujhe Ab Samajhaa De Ai Kufr Duhaaii Hai Terii
Kyuun Shekh Ke Daaman Se Mujhako Imaan Kii Khushbuu Aatii Hai

Darataa Huun Kahiin Is Aalam Men Jiine Se Na Munakir Ho Jaauun
Ahabaab Kii Baaton Se Mujhako Ehasaan Kii Khushbuu Aatii Hai

Lamha Bhar Apna Hawaon Ko Bananay Waalay

Lamha Bhar Apna Hawaon Ko Bananay Waalay
Ab Na Aayein Ge Palat Kar Kubhi Jaanay Waalay

Kia Milay Ga Tujhe Bikhray Howay Khwaabon Ke Siwa ?
Ay Rait Pe Chaand Ki Tasveer Banaanay Waalay

Sab Ne Pehna Tha Baday Shoq Se Kaghaz Ka Libaas
Jis Qadar Loog Thay Baarish Mein Nahaanay Waalay

Mar Gaye Hum Tou Ye Qutbay Pe Likha Jaye Ga
So Gaye Aap Zamaanay Ko Jagaanay Waalay

Dar-o-Deewaar Pe Hasrat Si Barasti Hai “Qateel”
Jaanay Kis Dais Gaye Pyaar Nibhaanay Waalay ?

Pyas Wo Dil Ki Bujhane Kabhi Aya Bhi Nahin

Pyas Wo Dil Ki Bujhane Kabhi Aya Bhi Nahin
Kaisa Badal Hai Jiska Koi Saya Bhi Nahin

Berukhi Is Se Bari Aur Bhala Kya Hogi
Ek Muddat Se Hamein Us Ne Sataya Bhi Nahin

Roz Ata Hai Dar-E-Dil Pe Wo Dastak Dene
Aj Tak Hamne Jise Pas Bulaya Bhi Nahin

Sun Liya Kaise Khuda Jane Zamane Bhar Ne
Wo Fasana Jo Kabhi Hamne Sunaya Bhi Nahin

Tum To Shayar Ho 'Qateel' Aur Wo Ik Am Sa Shakhs
Us Ne Chaha Bhi Tujhe Aur Jataya Bhi Nahin

Akhiri Tis Azamane Ko

Akhiri Tis Azamane Ko
Ji To Chaha Tha Muskurane Ko

Yad Itni Bhi Sakht Jan To Nahin
Ik Gharaunda Raha Hai Dahane Ko

Sangrezon Main Dhal Gaye Ansu
Log Hansate Rahe Dikhane Ko

Zakhm-E-Nagma Bhi Lau To Deta Hai
Ik Diya Rah Gaya Jalane Ko

Jalane Vale To Jal Bujhe Akhir
Kaun Deta Khabar Zamane Ko

Kitne Majbur Ho Gaye Honge
Ankahi Bat Munh Pe Lane Ko

Khul Ke Hansana To Sab Ko Ata Hai
Log Tarasate Rahe Ik Bahane Ko

Reza Reza Bikhar Gaya Insan
Dil Ki Viraniyan Jatane Ko

Hasraton Ki Panahgahon Main
Kya Thikane Hain Sar Chhupane Ko

Hath Kanton Se Kar Liye Zakhmi
Phul Balon Main Ik Sajane Ko

As Ki Bat Ho Ki Sans ‘Ada’
Ye Khilaune Hain Tut Jane Ko

Na Gubar Mein Na Gulab Mein Mujhe Dekhana

Na Gubar Mein Na Gulab Mein Mujhe Dekhana
Mere Dard Ke Aab-O-Tab Mein Mujhe Dekhana

Kisi Waqt Sham Malal Mein Mujhe Sochana
Kabhi Apne Dil Ke Kitab Mein Mujhe Dekhana

Kisi Dhun Mein Tum Bhi Jo Bastiyon Ko Tyag Do
Isi Rah-E-Khanakharab Mein Mujhe Dekhana

Kisi Raat Mah-O-Najum Se Mujhe Puchana
Kabhi Apni Chashm Purab Mein Mujhe Dekhana

Isi Dil Se Ho Kar Guzar Gaye Kai Karavan
Ke Hijraton Ke Zab Mein Mujhe Dekhana

Main Na Mil Sakun Bhi To Kya Hua Ke Fasana Hun
Nai Dastan Naye Bab Mein Mujhe Dekhana

Mere Khar Khar Saval Mein Mujhe Dhundhana
Mere Geet Mein Mere Khwab Mein Mujhe Dekhana

Mere Aansuon Ne Bujhai Thi Meri Tashnagi
Isi Bargzida Sahab Mein Mujhe Dekhana

Wohi Ik Lamha Did Tha Ke Ruka Raha
Mere Roz-O-Shab Ke Hisab Mein Mujhe Dekhana

Jo Tadap Tujhe Kisi Aaine Mein Na Mil Sake
To Phir Aaine Ke Javab Mein Mujhe Dekhana

Ye Fakhar To Hasil Hy K Bury Hain K Bhaly Hain

Ye Fakhar To Hasil Hy K Bury Hain K Bhaly Hain
Do Char Qadam Ham Bhi Tere Sath Chaly Hain

Jalna To Chiraghoon Ka Muqad'dar Hy Azal Sey
Ye Dill K Kanwal Hain K Bujhy Hain Na Jaly Hain

They Kitny Sitary K Sar E Shaam Hi Dobey
Hangam E Seher Kitny Hikhurdheed Dhaly Hain

Jo Jheyl Gay Hans K Kari Dhoop K Tewar
Taroon Ki Khunk Chaaon Main Wo Log Jaly Hain

Aik Shama Bujhai To Kai Or Jala Liin
Ham Gardidsh E Doran Sey Bari Chaal Chalay Hain

Baat Hai RuSwaai Ki..

Kese Kehdu'n Ky Chh0r Diya Hai Usney MuJhe,

Baat T0 SaCh Hai MaGar ! Baat Hai RuSwaai Ki...!

Ab Kaisi Pardah-Daari , Khabar Aam Ho Chuki

Ab Kaisi Pardah-Daari , Khabar Aam Ho Chuki

Maa Ki Rida Tou, Din Howe, Neelaam Ho Chuki

Ab Aasmaa.n Se Chadar-e Shab Aaye Bhi Tou Kiya

Be-Chadari Zameen Pe iLzaam Ho Chuki

Ujrey Howe Diyaar Pe Phir Kiun Nigah Hai

Is Kasht Per Tou Barish-e-Ikraam Ho Chuki

Sooraj Bhi Os Ko Dhoond Ke Wapas Chala Gaya

Ab Ham Bhi Ghar Ko Lout Chalain Shaam Ho Chuki

Shimley Sambhaaltey Hee Rahay Maslehat Pasand

Hona Tha Jis Ko Pyaar Main Bad-Naam Ho Chuki

Aankhain Hain Aur Subha Talak Tera Intezaar

Mishal Bad’dast Raat Terey Naam Ho Chuki

Koh-e-Nida Se Bhi Sukhan Utrey Agar, Tou Kiya

Na-Sameoo.n Main Hurmat-e-iLhaam Ho Chuki

Wo Aks-e-Mauja-e-Gul Tha, Chaman Chaman Mein Raha

Wo Aks-e-Mauja-e-Gul Tha, Chaman Chaman Mein Raha

Wo Rang Rang Mein Utraa, Kiran Kiran Mein Raha

Wo Naam Haasil-e-Fun Ho Ke Mere Fun Mein Raha

Ke Rooh Ban Ke Meri Soch Ke Badan Mein Raha

Sakoon-e-Dil Ke Lye Mein Kahan Kahan Na Gayi

Magar Ye Dil, Ke Sadaa Oski Anjuman Mein Raha

Wo Sheher Waalon Ke Aagay Kaheen Mohazzib Tha

Wo Ek Shakhs Jo Sheheron Se Door Ban Mein Raha

Charaagh Bujhtay Rahay Aur Khwaab Jaltay Rahay

Ajeeb Tarz Ka Mausam Mere Watan Mein Raha...!

Jagaa Sakey Na Terey Lub, Lakeer Aisi Thi

Jagaa Sakey Na Terey Lub, Lakeer Aisi Thi

Humarey Bakht Ki Raikha Bhi Meer Aisi Thi

Ye Haath Chomey Gai, Phir Bhi Be-Gulaab Rahey

Jo Rutt Bhi Aai Khizaa.n K Safeer Aisi Thi

Wo Merey Pao.n Ko Choney Jhuka Tha Jis Lamhey

Jo Mangta Usey Deti Ameer Aisi Thi

Shahadatain Merey Huq Main Tamam Jaati Thee.n

Magar Khamosh They Munsif, Nazeer Aisi Thi

Kutar K Jaal Bhi Sayyad Ki Raza Ke Baghair

Tamaam Um’r Na Urti Aseer Aisi Thi

Phir Us Ke Baad Na Dekhey Visaal Ke Mausam

Judaiyo.n Ki Ghari Chashm Geer Aisi Thi

Bas Ik Nigah Mujhe Dekhta, Chala Jata

Us Aadmi Ki Mohabbat Faqeer Aisi thi

Rida K Saath Luterey Ko Zaad-e Raah Diya

Teri Firagh Dili Merey Veer Aisi Thi

Kabhi Na Chahney Walo.n Ka Khoo.n Baha Manga

Nigaar-e-Sheher-e-Sukhan Be-Zameer Aisi Thi….!

Mere Qaatil Ko Pukaro Kay Main Zinda Hoon Abhi

Mere Qaatil Ko Pukaro Kay Main Zinda Hoon Abhi,

Phir Say Maqtal Ko Sanwaro Kay Main Zinda Hoon Abhi,

Yeh Shab-e-Hijar To Sathi Hai Meri Barson Say,

Jao So Jao Sitaro Kay Main Zinda Hoon Abhi,

Yeh Pareshaan Say Gaisu Daikhay Nahi Jatay,

Apni Zulfun Ko Sanwaro Kay Main Zinda Hoon Abhi,

Laakh Moujon Main Ghira Hun, Abi Dooba Tou Nahi,

Mujh Ko Sahil Say Pukaro Kay Main Zinda Hoon Abhi,

Qabr Say Aaj Bhi “Mohsin” Ki Aati Hai Sadaa,

Tum Kahaa'n Ho Meray Yaroo Kay Main Zinda Hoon Abhi...!

Sunday 5 January 2014

'Faraz' Ab K0i S0da K0i Jun0on Bhi Nahi,

Magar Qarar Se Din Kat Rahey H0'n Y0un Bhi Nahi,

Lab-0-Dehan MiLa GuftuGuu Ka Fun Bhi MiLa,

MaGar J0 DiL Pe Guzarti Hai Keh Saku'n Bhi Nahi,

Na Jaaney Kyun Meri Aankhein Barasney LaGti Hain,

J0 Sach Kahu'n T0 Kuch Aisa UdaaSs Hun Bhi Nahi,

Meri Zabaa'n Ki Luknat Se BadGumaan Na H0,

J0 T0un Kahey T0 TuJhe Umr Bhar MiLun Bhi Nahi,

Dukh0'n Ke Dhair Lagey Hain Ky L0g Baithay Hain,

Is Diyaar Ky Mai Bhi Hun Aur Hun Bhi Nahi,

'Faraz' Jaisey Diya Qurbat-E-Hawaa Chaahey,

W0h PaaS Aaye T0 Mumkin Hai Mai Rahu'n Bhi Nahi...!!
*
'
*- A ' ZiNdaGiiii'-/

Mahfilain Lut Gayen Jazbat Ne Dam Tor Dia

Mahfilain Lut Gayen Jazbat Ne Dam Tor Dia
Saaz Khamosh Hain Naghmaat Ne Dam Tor Dia

Har Mussarat Gham-E- Deeroze Ka Unwaan Bani
Waqt Ki God Main Lamhaat Ne Dam Tor Dia

An Gint Mahfilain Mahroom Charaghan Hai Abhi
Kon Kahta Hai Ke Zulmaat Ne Dam Tor Dia

Aaj Phir Bujh Gaye Jal Jal Ke Umeedon Ke Charagh
Aaj Phir Taaron Bhari Raat Ne Dam Tor Dia

Jin Se Afsana -E -Hasti Mai Tasalsul Tha Kabhi
In Mohabbat Ki Rawayaat Ne Dam Tor Dia

Jhilmilatay Huay Ashkon Ki Lari Toot Gayi
Jagmagati Huyi Barsaat Ne Dam Tor Dia

Haaay Aadab-E- Mohabbat Ke Takazay Saghir
Lab Hilay Aur Shikayaat Ne Dam Tor Dia
*
'
*- A ' ZiNdaGiiii'-/

Saturday 4 January 2014

Phir Toot Ky Rony Ki Rut Aayi Hai

Phir Tot Ky R0ney Ki Rut Aayi Hai 

Phir Se Dilon Ke Zakham Nikhartay Jaatay Hain

Jhooti Sachi Taabeeron Ki Khwaahish Hai

Kaisay Kaisay Khwaab Bikhartay Jaatay Hain

Kaisay Kaisay Yaaron Ka Behroop Khula

Kaisay Kaisay Khoul Utartay Jaatay Hain

In Haalon Kab Apnay Aap Ko Dekha Tha ?

Kehnay Ko Din Raat Guzartay Jaatay Hain

Rahgeeron Ki Khamoshi Ko Gour Se Sun,

Yun Hai Jaisy Maatam Karty Jaatay Hain

Kabhi Kabhi Koi Aisa Musafir Aata Hai

Rastay Apny Aap Sanwartay Jaaty Hain...! 

Selection By : Asif LaShari !! 
*
'
* - A ' ZiNdaGiiii-'/

'Faraz' Ab K0i S0da K0i Jun0on Bhi Nahi,

'Faraz' Ab K0i S0da K0i Jun0on Bhi Nahi,

Magar Qarar Se Din Kat Rahey H0'n Y0un Bhi Nahi,

Lab-0-Dehan MiLa GuftuGuu Ka Fun Bhi MiLa,

MaGar J0 DiL Pe Guzarti Hai Keh Saku'n Bhi Nahi,

Na Jaaney Kyun Meri Aankhein Barasney LaGti Hain,

J0 Sach Kahu'n T0 Kuch Aisa UdaaSs Hun Bhi Nahi,

Meri Zabaa'n Ki Luknat Se BadGumaan Na H0,

J0 T0un Kahey T0 TuJhe Umr Bhar MiLun Bhi Nahi,

Dukh0'n Ke Dhair Lagey Hain Ky L0g Baithay Hain,

Is Diyaar Ky Mai Bhi Hun Aur Hun Bhi Nahi,

'Faraz' Jaisey Diya Qurbat-E-Hawaa Chaahey,

W0h PaaS Aaye T0 Mumkin Hai Mai Rahu'n Bhi Nahi...!!
*
'
*- A ' ZiNdaGiiii'-/

Friday 3 January 2014

Is Qadar MuSaLSaL Thi Shiddatein Judai Ki,

Is Qadar MuSaLSaL Thi Shiddatein Judai Ki,

Aaj PehLi Baar Us Se Mai Ney Bewafaai Ki,

Warna Ab Talak Yun Tha Khuwahish0'n Ki BariSh Mai,

Ya T0 T0ot Kar R0ya Ya GhazaL Saraai Ki,

TaaJ Diya Tha KaL Jin K0 Ham Ne Teri Chaahat Mai,

AaJ Un Se MaJb0oran Taaza AaShnaai Ki,

H0 ChaLa Tha Jab Bhi MuJh K0 Ikhtilaaf Apnae Aap Se,

T0un Ne Kis Gharri ZaaLim Meri Hamnawaai Ki,

Tark Kar Chukey QaaSid K0-E-Na-Muraada'n K0,

K0n Ab Khabar Laaye Sheher-E-AaShnai Ki,

Tanz-0-Taana-0-T0hmat Sab Hunar Hain Na-Siyha Ky,

Aap Se K0i P0ochhey Ham Ne Kiya Buraai Ki,

Phir QafaS Mai Sh0r Utha Qaidy0'n Ka,

Aur Sayyaad
Dekhna Urha Dey Ga Phir Khabar Rihaai Ki,

Dukh Huwa Jab Us Dar Pey KaL 'Faraz' K0 Daikha,

Laakh Aib They Us Mai Kh0o Na Thi Gadaai Ki...!
*
'
* - A ' ZiNdaGiiii'-/

Ab Ky Rut Badli T0

Ab Ky Rut Badali T0 Khushbu Ka Safar Dekhey Ga K0n,

Zakham Ph0oL0'n Ki Tarah Mehkein Gay Par Dekhey Ga Kon,

Dekhna Sab RaQs-E-BiSmiL Mai MaGan H0 Jaaye Gay,

Jis Taraf Se Teer Aaye Ga Udhar Dekhy Ga K0n,

Zakham Jitney Bhi They Sab ManS0ob Qaatil Se Huwe,

Tere Haath00'n Ky Nishaan Aye ChaaraGar Dekhey Ga K0n,

W0h HawaS H0 Ya Wafa H0 Baat Mehro0omi Ki Hai,

L0g Phal Ph0oL Dekhein Gay ShaJar Dekhey Ga K0n,

Har K0i Apni HawaS Mai MaSt Phirta Hai 'Faraz',

Sheher-E-Na-PurSaan Mai Teri ChaShm-E-Tar Dekhey Ga K0n...!!
*
'
* - A ' ZiNdaGiiii'-/

Woh DuShman-E-Jaan

W0h DuShman-E-Jaan, Jaan Sey Piyaara Bhi Kabhi Tha,

Ab Kis Sey Kahey K0i Hamara Bhi Kabhi Tha,

Utra Hai RaG-0-Pey Mai T0 DiL Katt Sa Gaya Hai,

Yeh Zehr-E-Judaai Ky Gawaara Bhi Kabhi Tha,

Har D0st Jahaa'n Abar-E-Gurezaan Ki Tarah Hai,

Yeh Shehar Kabhi Shehar Hamara Bhi Kabhi Tha,

Titli Ky Taaqub Mai K0i Ph0ol Sa Bacha,

Aia Hi K0i Khawaab Hamara Bhi Kabhi Tha,

Ab Agley Zamaaney Ky MiLen L0g T0 P0ochhein,

J0 HaaL Hamaara Hai, Tumhara Bhi Kabhi Tha,

Har Bazm Mai Hamney Usey Afsurdaah Hi Daikha,

Kehtey Hain 'Faraz' AnJuman-E-Aaraa Bhi Kabhi Tha...!!

Selecti0n By : -
Asif LaShari !
*
'
*- A ' ZiNdaGiiii'-/

Wednesday 1 January 2014

Juz Tere

Juz Tere K0i Bhi Din Raat Na Jaaney Mere,

T0un Kahaa'n Hai MaGar, Aye D0st Puraaney Mere,

T0un Bhi KhuShb0o Hai MaGar Mera TaJaSsus Bekaar,

Barq-E-Awaara Ki Manind Thikhane Mere,

Shama Ki Lau Thi Ky W0h Tun Tha,

Magar HiJr Ki Raat
Dair Tak R0ta Raha K0i,

Sirhaane Mere
Khalq Ki Be-Khabri Hai Ky,

Meri RuSwaai
L0g MuJh K0 Sunaatey Hain FaSaaney Mere,

Lut Ky Bhi KhuSh Hun Ashk0'n Sey Bhara Hai Daaman,

Dekh Ghaarat-E-DiL Yeh Bhi Khazaaney Mere,

AaJ Ek Aur BaraS Beet Gaya Us Ky BaGair,

Jis Ky H0tey Hue H0tey They Zamaaney Mere,

KaaSh ! T0un Bhi Meri Aawaz Sunta H0,

Phir Pukara Hai TuJhe DiL Ki Sadaa Ney Mere,

KaaSh T0un Bhi Kabhi Aa Jaaye Masihai K0,

L0g Aate Hain B0hat DiL K0 Dukhaney Mere,

KaaSh Aur0'n Ki Tarah Mai Bhi Keh Sakta,

Baat Sun Li Hai Meri AaJ Khuda Ney Mere,

T0un Hai Kis HaaL Mai Aye Zud Faraam0sh Mere,

MuJh K0 T0 Chheen Liya Ahd-e-Wafa Ney Mere,

CharaGar T0 B0hat Hain Magar Aye Jaan-E-'Faraz',

Juz Tere Aur K0i Gham Na Jaane Mere...!!

Selection By : -
Asif LaShari !
*
'
* - A ' ZiNdaGiiii'-/
 
You

Are

Mine