"Kahan itni saza’en thi bhala is zindgani mein
Hazaron ghar huwe roshan jab mera dil jala MOHSIN"
"Faqat ik lafz “MOHABBAT” ki hum ne bheek mangi thi
Taras gaye khushi ko hum mili hai ye saza MOHSIN"
"Sukoon e zindagi chora ik teri zaat ki khatir
Magar phir bhi meri chahat se tum ko hai gila MOHSIN"
"Toota huwa ye dil le kar main kis k paas jaonga
Hai kaun wo karay ga jo mere dil ki dawa MOHSIN"
"Teri ankhain teri sansain tera chehra teri dharkan
Main kaise bhool paƶn ga teri har ik adaa MOHSIN"
"Kisi ko kya khabar mujh par har pal kya guzarti hai
Meri saari kahani ka hai tu hi aashna MOHSIN"
"Nahi qaabil tere lekin munasib jo agar samjho
Yaad rakhna duaon mein yehi hai ilteja MOHSIN"
Featured Posts
Tuesday, 21 January 2014
Marhalay Shoq Ke Dushwar Howa Kartay Hain
Marhalay Shoq Ke Dushwar Howa Kartay Hain
Saaye Bhi Raah ki Dewaar Howa Kartay Hain"
"Wo Jo Sach Boltay Rehnay Ki Kasam Khaatay Hain
Wo Adalat Mein Gunaah-gaar Howa Kartay Hain"
"Sirf Haathon Ko Na Dekho Kabi Aakhen Bhi Parho
Kuch Sawaali Barray Khud-daar Howa Kartay Hain"
"Wo Jo Pathar Yunhi Rastay Mein Paray Rehtay Hain
Un Ke Seenay Mein Bhi Shaah-kaar Howa Kartay Hain"
"Subaah Ki Pehli Kiran Jin Ko Rula Deti Hai
Wo Sitaaron Ke Azadaar Howa Kartay Hain"
"Jin Ki Aankhon Mein Sadaa Pyaar Ke Sehra Chamkain
Dar Haqiqat Wohi Fankaar Howa Kartay Hain"
"Sharam Aati Hai Dushman Kisay Samjhain Mohsin
Dushmani Ke Bhi Kuch Mayaar Howa Kartay Hain"
*
'
* - A - ZiNdaGiiii'-/

Aaj Gum Sum Hai Jo Barbaad Jazeeron Jaisi
AaJ Gum Sum Hai J0 Barbaad Jazeer0'n Jaisi,
Us Ki Aankhon Mai Chamak Thi Kabhi Heer0'n Jaisi,
Kitny MaGhr0or Pahaaron Ky Badan Chaak Huey,
Taiz Kirn0'n Ki J0 Baarish Hui Teer0'n Jaisi,
Jis Ki Yaad0'n Se KhayaaL0'n Ke Khazaanay Daikhy,
Uski S0orat Bhi Lagi AaJ Faqeer0'n Jaisi,
Chaahate'n Lab Pe MachaLti Hui Larki Ki Tarah,
HaSrate'n Aankh Mai Zindaan Ky Aseer0'n Jaisi,
Ham Anaa MaSt, Tahi Dast B0hat Hain 'M0hsin'
Ye Alag Baat Ky Aadat Hai Ameer0'n Jaisi...*~/

Abhi Kyaa Kahen Abhi Kyaa Sunaayen
"Abhi Kyaa Kahen Abhi Kyaa Sunaayen
Ke Sar-E-Fasiil-E-Sukuut-E-Jaan"
"Kuf-E-Roz-O-Shab Pe Sharar Numaa
Vo Jo Harf Jarf CharaaG Thaa"
"Use Kis Havaa Ne Bujhaa Diyaa
Kabhii Lab Hile.Nge To Puuchhanaa"
"Sar-E-Sahar-E-Ahad-E-Visaal-E-Dil
Vo Jo Nikahato.N Kaa Hujuum Thaa"
"Use Dast-E-Mauj-E-Firaaq Ne
Tah-E-Khaak Kab Se Milaa Diyaa"
"Kabhii Gul Khile.Nge To Puuchhanaa
Abhii Kyaa Kahe.N Abhii Kyaa Sunaaye.N"
"Yuu.N Hii Khvaahisho.N Ke Fishaar Me.N
Kabhii Be-Sabab Kabhii BeKhalal"
"Kahaa.N Kaun Kis Se Bichha.D Gayaa
Kise Kis Ne Kaise Ga.Nvaa Diyaa"
Kabhi Phir MiLen Gay T0 P0ochhanaa...*~/

Wo Larki Bhi Aik Ajeeb Paheli Thi
Wo Larki Bhi Aik Ajeeb Paheli Thi
Payase Hont Ankh Samandar Jesi Thi"
"Soraj Us Ko Dekh K Pela Perhta Tha
Wo Surma Ki Dhoop Mein Dhul Ker Nakalti Thi"
"Us Ko Apne Saye Se Dar Lagta Tha
Soch K Saye Mein Wo Tanha Hirni Thi"
"Ate Jate Mousam Us Ko Daste Thay
Hanste Hanste Palko Se Ro Perhti Thi"
"Adhi Raat Ganwa Deti Thi Chup Reh Ker
Adhi Raat K Chand Se Batain Kerti Thi"
"Dard K Ujray Mandar Jesa Ghar Uska
Wo Apne Ghar Mein Akloti Devi Thi"
"Moum Se Nazuk Jism Sehar Ko Dukhta Tha
Diye Jala Ker Shab Bhar Aap Pighalti Thi"
"Tayz Hawa Ko Rook Ker Apne Anchal Per
Sokhay Phool Ikathay Kerti Phirti Thi"
"Sub Per Zahir Ker Deti Thi Bhed Apna
Sub Se Ik Taseer Chupaye Rakhti Thi"
"Kal Shab Chikna Choor Howa Tha Dil Uska
Ya Phir Pehli Baar Wo Khul Ker Roi Thi"
"Mohsin Kaya Jane Kiyn Dhoom Se Be Perwa
Wo Apne Ghar Ki Dehleez Per Bethi Thi"

Thursday, 9 January 2014
Ishq Jab Zamzma Paira Ho Ga
Ishq Jab Zamzma Paira Ho Ga
Phir Sulgane Lage Ga Sahrae Khayal
Husn Khud Mahwe Tmasha Ho Ga
Abr Ghir Kar Khain Barsa Ho Ga
Daim Abad Rahe Gi Duniya
Phir Kisi Dhian Ke Sad Rahe Par
Ham Ne Hoon Gay Koi Ham Sa Ho Ga
Dil Hairat Zda Tanha Ho Ga
Ham Tuje Bhol Ke Khush Bethe Hain
Sham Se Soch Raha Hoon Nasir
Ham Sa Bedar Koi Kia Ho Ga
Chand Kis Shehr Main Utra Ho Ga...!!!
*
'
* A ' ZiNdaGiiii'-/
Phir Sulgane Lage Ga Sahrae Khayal
Husn Khud Mahwe Tmasha Ho Ga
Abr Ghir Kar Khain Barsa Ho Ga
Daim Abad Rahe Gi Duniya
Phir Kisi Dhian Ke Sad Rahe Par
Ham Ne Hoon Gay Koi Ham Sa Ho Ga
Dil Hairat Zda Tanha Ho Ga
Ham Tuje Bhol Ke Khush Bethe Hain
Sham Se Soch Raha Hoon Nasir
Ham Sa Bedar Koi Kia Ho Ga
Chand Kis Shehr Main Utra Ho Ga...!!!
*
'
* A ' ZiNdaGiiii'-/
Ishq Jab Zamzma Paira Ho Ga
Ishq Jab Zamzma Paira Ho Ga
Phir Sulgane Lage Ga Sahrae Khayal
Husn Khud Mahwe Tmasha Ho Ga
Abr Ghir Kar Khain Barsa Ho Ga
Daim Abad Rahe Gi Duniya
Phir Kisi Dhian Ke Sad Rahe Par
Ham Ne Hoon Gay Koi Ham Sa Ho Ga
Dil Hairat Zda Tanha Ho Ga
Ham Tuje Bhol Ke Khush Bethe Hain
Sham Se Soch Raha Hoon Nasir
Ham Sa Bedar Koi Kia Ho Ga
Chand Kis Shehr Main Utra Ho Ga...!!!
*
'
* A ' ZiNdaGiiii'-/
Phir Sulgane Lage Ga Sahrae Khayal
Husn Khud Mahwe Tmasha Ho Ga
Abr Ghir Kar Khain Barsa Ho Ga
Daim Abad Rahe Gi Duniya
Phir Kisi Dhian Ke Sad Rahe Par
Ham Ne Hoon Gay Koi Ham Sa Ho Ga
Dil Hairat Zda Tanha Ho Ga
Ham Tuje Bhol Ke Khush Bethe Hain
Sham Se Soch Raha Hoon Nasir
Ham Sa Bedar Koi Kia Ho Ga
Chand Kis Shehr Main Utra Ho Ga...!!!
*
'
* A ' ZiNdaGiiii'-/
Subscribe to:
Posts (Atom)